Blog Ka Template Kaise Download Kre

Leave a Comment
Hello Dosto aaj fir mai vapas aaya hu ek majedar topic ke sath . Aaj hum janege Ki Kaise hum apne blog ke liye ya apni website ke liye ek bahut acha template Kaise download kre. Jis prkar post (articles) humari website Ki traffic bhadane me madad gar hai vse hi template bhi humari website Ki traffic bhadane mai sahyta krta hai. Agar apki post bahut hi Achchi hai lekin apka blog dikhne mai itna khubshurat nhi hai to vo apki traffic pr bahut hi parbhav dalta hai . visitors apki website ya blog pr ek baar aega or apki post padi or chla jayega vo koi or post dekhega bhi nhi ki apne kya likha hai . ya koi or article mere kam ka hai ya nhi . isi liye Apko jrurt hai ek khubshurat post banane ke sath sath ek khubshurat template bhi apni website ya blog pr install kre. Mai Apko Btauga Ki apka template kaisa hona chahiye .
Teachinhindi.com


Apke Template Mai Ye Jruri Baatain Honi chahiye  -:

1- apka template responsive hona chahiye . Jisse Ki apki website ya blog mobile pr mobile mode or PC pr desktop mode mai chle .

2-  Page loading fast honi chahiye . taki wo page ko jldi hi open kr de . visitor ko jyada time khrab Na krna pde . nhi to bor ho jayega or apki website pr nahi aayega .

3- Dikhne mai acha hona chahiye . visitors PR acha impression padega .or apki website pr baar baar aneka man krega .

4- seo friendly hona chahiye 

5-ad type hona chahiye taki achi ads lga ke thodi achi income ho jaye .

Ab ye to thi Ki apki website mai Kaise template hona chahiye. Ab baat krte hai hai Ki esa template kaha se download kre .
Mai Apko kuch website btata hu Jo apko ese template prdan krti hai . 

Blog Template download websites

1.  www.template.net 

2. www.designscrazed.org

3. www.spicytricks.com

4. Www.gooyaabitemplates.com

5. Www.btemplates.com

0 comments:

Post a Comment

अपना विचार प्रकट करें

Text Widget

About me

Contact Form

Name

Email *

Message *

Recent Posts