Gmail Account Kaise Banaye

Leave a Comment
Welcome back dosto 
Aaj Hum Janege Ki Google Pr Gmail Account Kaise Banate Hai 
Gmail Account Se Hume Bahut Payada Hota . Hum Jab Bhi Form fill Krte Hai To Usme Bhi Gmail (Email) Account Ki Jarurt Hoti Hai. Or Bhi Bahut Saare Kaam Hote Hai Jinme Gmail Ki Jarurt Hoti Hai . To Chliye Hum Suru Krte Hai Apna Gmail Account Banana. 

Step :-1

Subse Pahle Browser Mai  www.Gmail.com Type Krte Hai.

Step :-2

 Gmail Open Hone Ke Baad Ab Apko Create An Account  Pr Click Kro . Aap Yaha Se Bhi Kr Skte Hai .Maine Isme Gmail account Ka Link bhi De Diya Hai . Aap  Chahe To Link Use Kr Skte Hai . Click Krne Ke Baad Ab Apke Samne Ek Form Aa Gya .


Gmail Account
Step :-3

 Ab Is Form Ko Fill Isme Jo Bhi Jankari Maang Rkhi Hai Use Ismai Fill Kr Do .

Form Fill Krne Ke Baad Apko Continue To Gmail Likha Milega Us Pr Click Kro .

Step :-4

 Your (Tumare) Gmail Account Tyar Hai Use Krne Ke liye .Ab Kabhi Bhi  Email Ki Jarurt Hogi To Apko Apni Gmail Wali Id Hi Bahut Hogi Dene Ke LIye .  Ab Aap Ise Phone Mai Chlao Ya Computer Pr Chlao . Ye Har Jagah Khulegi. Aap Kahi Sev Bhi Open Kr Skte Hai .
Ab Milte Hai Agle Topic Pr . Aap ko Ye Jankari Kaisi lgi Kripa Krke Comment Ki Madad Se Btaye . 



0 comments:

Post a Comment

अपना विचार प्रकट करें

Text Widget

About me

Contact Form

Name

Email *

Message *

Recent Posts