Hum Sabhi Jante hai Ki AdSense ek high-paying ad network hai.
Isi karn se iski Policies itni strict hai. Yadi AdSense ko apki website/ blog me kuch violation dikhayi degya to apke account ko forn disable kr dega. Yah bahut hi jruri hai Ki aap AdSense Ki program guidelines ko dhyan me rkhe . hr kam ise dhyan me rakh kr kre ,wrna apka account block ho jayega.
New blogger ka ek common sa swal hai Ki hum ek single page me kitne maximum ad Units lga skte hai.
Mai apko bta du Ki Google AdSense apko bahut tarah Ki ad or unke formats prdan krta hai .
Isi karn se iski Policies itni strict hai. Yadi AdSense ko apki website/ blog me kuch violation dikhayi degya to apke account ko forn disable kr dega. Yah bahut hi jruri hai Ki aap AdSense Ki program guidelines ko dhyan me rkhe . hr kam ise dhyan me rakh kr kre ,wrna apka account block ho jayega.

Mai apko bta du Ki Google AdSense apko bahut tarah Ki ad or unke formats prdan krta hai .
• "AdSense content unit "
• " AdSense ki link unit ad
• " AdSense for search "
Inko vistar se btata hu »In teno ad unit or unke formats ke baare me bistar se btaya gya hai..
• AdSense Ki Content ads units
Aap content mr 3 ads units Ka Pryog kr skte hai.
Unke formats or size ke nimnlikhit ho skte hai..
728×90, 468×60,
234×60, 125×125,
120×600, 160×600,
180×150, 120×240,
200×200, 250×250,
300×250, 336×280,
Agar meri mane to 336×280 or 160×600 ki effective mani jati hai. Or inme se koi bhi format use kr skte ho. Lekin yaad rhe AdSense apko 3 ad unit hi lgane Ki kahata hai.
• AdSense Ki link ad units
Link ad unit bahut Ki performance bahut hi achchi hogi hai. Jab isko Navber mai ya top me place kiya jaye .or aap ek page me maximum 3 link ads ko lga skte ho. Link unit ads ke bhi content ad unit Ki tarah hi different -2 size or formats hote hai. Lekin inko aap sirf 3 hi lga skte ho.• AdSense Search Ke liye
Aap ek page me 2 AdSense search unit lga skte ho. Inki performance bhi achchi hoti.
Aap maximum number of ad unit ke baare me jyada janne ke liye यहाँ click करें |
Maine search krke ye Tay kiya hai Ki kai baar 3 ad unit Ki bjaye 2 ad unit jyada faydemd hoti hai. Or image + text jyada better result deti hai.
Apko ad placement ke bahut options mil skte hai lekin post ke bich me or sidebar me achche result mil skte hai.
To an jante hai Ki aap blog/website me kitne ads unit Ka Pryog krta hai ya maximum se kitne km ads unit lga rhe ho.
तो दोस्तों अगर आपको ad unit बनाने या लगाने में कोइ दिक्कत आ रही है तो आप मुझसे Comments में पुछ सकते हो | धन्यवाद
Free blog kaise banate hai WordPress par
ReplyDelete